BIKE BOT CMD SANJAY BHATTI PROPERTY SEIZED BY NOIDA POLICE. GANGSTER ACT WILL IMPOSED ON BIKE BOT GANG.

BIKE BOT LATEST UPDATE
BIKE BOT CMD SANJAY BHATTI PROPERTY SEIZED BY NOIDA POLICE. GANGSTER ACT WILL IMPOSED ON BIKE BOT GANG.

BIKE BOT PROPERTY WILL BE SIEZED SOON:

                                                     Sahberi ki bilder ki sampti jabt karne ke bad ab police grand venis mall and bike bot ke sanchalako ki property seized karne ki full taiyari hai.isake liye police ne pure mamle ki report taiyar kar li hai.and Police ne bike bot ke bade leader par gangster act lagane ki muhim bhi tez kar di hai.
                                SSP VAIBHAV KRISHANA told to media:Grand vanish malll aur bike bot se jude sabhi sanchalako ki property seized ki jaegi.iske liye police un par gangster act lagane ja rahi hai. sabhi leader ki puri janm kundali taiyar ki jaa rahi hai. Noida police ne bhi bike bot case ko CBI  ko refer karne ka pura plan bana liya hai aur usake liye Yogi prashasan ko letter bhi bhej diya gaya hai.

WHAT IS GANGSTER ACT AND PUNISHMENT: 

                           (a) "Code" means the Code of Criminal Procedure, 1973 (Act No. 2 of 1974);
b) "Gang" means a group of persons, who acting either singly or collectively, by violence, or threat or show of violence, or intimidation, or coercion, or otherwise with the object of disturbing public order or of gaining any undue temporal, pecuniary, material or other advantage for himself or any other person, indulge in antisocial activities, namely: 
                        THE UP GANGSTER AND ANTI SOCIAL ACT 1986. in simple language the defination of Gangster act is :Koi akela person ya a group of person jo lok vyavstha ko bigadte hain aur aarthik labh ke liye akele ya samuh me hinsa ki,dhamki pardarshan karte hain yani ki logo ko dara dhamka kar koi kam karte hain . and jaisa ki aap logo ko pata hai ki bike bot compnay me bhi bahut leader ne lakho logo ko thagga hai aur police ne es par ab gangster act lagane ki puri taiyari kar li hai aur agar ek bar bike bot ke uper gangster act lag jata hai to hamre paise aane ki ummid aur bad jaegi.
PUNISHMENT ON GANGSTER ACT: 
            1. Imprisonment two years and can be extend to 10 years 
2. yadi koi lok sevak gangster act ki sahayata karta hai to usko kam se kam 3 year jail aur 10 year tak badaya ja sakta hai.
3. Jo bhi person ya group of person yadi koi bhi work samaj ke virudh karta hai  to uske uper turant hi gangster act me le liya jaega.

                                  finnaly i explaine the whole about bike bot matter and how and when up gangster act is applicable on bike bot director. 

Post a Comment

1 Comments

  1. Sir jee mera bike bot ke chq bounce ho gaye h reason account block aya h to ab ma kya kru

    ReplyDelete

Thanks for Contacting to us. We will revert You shortly, Regards