How to create a new Blog? How to create new and Unique Article in my BLog?

How to create unique contents, blog article.
HOW TO CREATE BLOG AND UNIQUE ARTICLE.

What is BLOG and How to earn Money from Blog:

        Hello dosto swagat h aapka hamai website me aur aaj hum aapko pura explain karenge ki kaise aap blog ko create kar sakte hain aur kaise aap apne dwara banaye Blog se ek acchi income ko generate kar kar sakte hain.
                                              Jaisa ki aap janate hain ki jab se hamrare desh me jio ka network aaya tab se hi bahut sare youtube channel aur bahut sari website ne khub grow kia h, aur aapko har gali ya maholle me koi na koi blogger mil jaega aur wo usi apne blogger se ek acchi income ko kama raha. lekin sabse pahle ye sawal create hota h ki kaise ek blog ko create kare aur kaise usake liye content ko generate kaise hume unique article likhna h aur kaise usase paise milenge.Mai aaj yaha par pure ka pura simple language me aap logo ko pura samjhane ki koshish karunga ki kaise aap blog ko create kar sakte hain kya kya step aapko lene hain .

How to create a Blog:

1.firstly create your blog on blogger website and sign up for blogger.
2. Customize your blogger theme with free version and dont but premium theme.
3. purchase a custom domain from a recognized domain seller website.
4. Dont use free domain, because with free domain, you can not take adsense approval from google.
5. Create main four page in your blogger website: ABOUT US,CONTACT US,PRIVACY POLICY AND DISCLAIMER.
6.These four pages are most important for your blogger,you can create these pages from free tools website.
7. Create a unique and good content for your blogger website.
8.Dont copy and paste form other article .
9. Dont use any spinner tools for copy other article .
10. You can write your article in any language link hindi,english and roman english.
11. Dont use copyright image from any website, use only free uses image and not copyright image.
12.Customize your blogger website like a professional website.
13. Aur dosto last things dusare youtuber ki video ko dekhkar aese aap dusare ka article ko copy paste kar sakte hain, aesi koi bhi tricks use na kare. 

How to create unique contents for blogger :

                                                                Dosto sabse badi problem hum blogger ke liye kya hoti hai ki hamara blog accounts bhi create ho jata hain lekin last me ek hi problem aati hai ki blogger par contents kaha se aur kaise unique article likhe. Aur phir hum log tricks ko use karna start kar dete hain ki aur hum dusaro ke article ko use karna  start kar dete hain .

1.Google translator:

Dosto aap logo ko bahut sare youtuber bolenge ki kisi ka bhi contents ko utha lijiye aur agar wo hindi me h to usako google translator ki help se english ya kisi aur language me convert karke sidha apne blog me post kar do,lekin yad rakhna dosto Google translator bhi google ka hi ek product hai.

2. Spinner tools:

                                Kuch log aapko salah denge ki aap spnner tools ka use karke dusare ke article ko copy karke unique article bana sakte hain but m kahunga ki aapka blog ko google adsense reject kar dega.

3.Automatic article generator:

                                                                       Kuch log aapko yah bhi suggest karenege ki automatic article generator ki help se aap article ko generator karke unique articles likh sakte hain lekin mai kahunga na munna na. Now i am explain here how to write unique article.
1. Choose any toopic and search it on website.
2. read books related to your blog.
3. You can take help of any website.
4. wahi language choose kare jo aapko achhi tarah se aati ho .
5. You can write your article in roman english, jaise ki m likh raha  hu.
6. Read  others blog which is on same topic.
7. check plagiarism of your contents/article .
8. You can use only 5% plagiarism contents on your blogger.
9. Create different types of article and on daily basis.
10. choose a correct and unique time,when you publish your article .
11. for google adsense ,write atleast write 20 article on blogger .
                                            I hope ki jo maine aap logo bataya aapko samajh aa gaya hoga .
         

Post a Comment

1 Comments

Thanks for Contacting to us. We will revert You shortly, Regards