BIKE BOT CMD SANJAY BHATTI STATEMENT ON BIKE BOT SETTLEMENT?

BIKE BOT CMD SANJAY BHATTI STATEMENT ON BIKE BOT SETTLEMENT?
WHY SANJAY BHATTI REFUSED FOR BIKE BOT SETTLEMENT

What is BIKE BOT SETTLEMENT:

                                                        Hello dosto welcome back to our website,and There is a special news for bike bot investor.Jaisa ki aap log janate hain ki bike bot company ne apni website par investor ko settlement ke liye bola tha ki jo bhi investor compnay ke sath settlement karna chahata hai wo sabhi form ko bhar kar submit kar de aur bahut hi jaldi bike bot ke office har jagah par  open honge aur bike bot company un sabhi investor ko physically settlement ke liye call karegi aur hamare bahut sare investor ne bike bot ki official website www.garvitglobal.com par apni details ko fill karke submit bhi kar diya aur sath me bike bot ki settlement ki condition ko bhi maan liya. lekin yaha par kahani me thoda twist aa jata hai.

bike bot website:   https://garvitglobal.com/

What is full Settlement matter: 

                                                  Jaise hi bike bot company ki settlement news police ke hath lagi to police pahle se hi ready hai ki jo BIKE BOT company ke 25 main director and upliner police ki pakad se bahar hai unko kaise pakda jae kyoki ye pura matter ab high profile case hota jaa raha hai, bike bot scam ke ander ab bahut sare bade bade leader ka bhi name aane ke pure chance hai kon bike bot company ko indirectly pichhe se support kar raha hai.
                                            jaise hi bike bot settlement ki news police ke hath lagi ki bike bot company ki website www.garvitglobal.com ke domain name se koi oprate kar raha hai to police ne bhi iski sachhai janane ke liye directly CMD Sanjay bhatti se puchtach suru ki ye website ka pura drama kya hai aur website ko kon kon log aur kaha se operate kar rahe hain . lekin dosto Sanjay Bhatti ne directly police statement me saf taur se mana kar diya ki wo es tarah ki kisi bhi website ke bare me nahi janata hai aur na hi usko kisi settlement ke bare me pata hai.
                                             Aur bike bot compnay ke cmd sanjay bhatti ne police ko  mana kar diya ki maine es tarah ki koi bhi website suru nahi ki hai.


WHAT IS REALITY BEHIND BIKE BOT WEBSITE: 

                                             Dosto mai 100 percent janata hu ki ye website puri tarah se sanjay bhatti ke  kahane par hi suru ki aur usake lowyer indirectly unko guide kar rahe hain . aur ye ek puri tarah se un logo ko fasane ka plan hai, jin investor ne compnay ke khilaph police case,legal action,legal proceedings and other any legal karwahi ki hai, taki investor apni sabhi legal action wapas le le aur wo directly bail par jail se bahar aa jae.
                                BIKE  BOT COMPANY ki website garvitglobal.com sanjay bhatti ke kahne aur unke disha nirdesh ke anusar hi chal rahi hai.

BIKE BOT WEBSITE:  https://garvitglobal.com/

INVESTOR AB KYA KARE:

                                              Dosto bahur sare investor bolte hain ki bike bot ki website par apni details ko bharne se kuch loss hoga, aesa nahi hai ab bina dare apni puri details bike bot company ke website par fill kare aur yadi bike bot company settlement ke liye koi call ya kisi other methods se aapko office se call karte hain to aapko  sirf cash me hi settlement to process karwana hai aur kisi bhi chij me nahi hai. Dosto mai aasha karta hu ki aapko yah article achha laga hoga to please ise apne bike bot investor ko share kare 
thanks and regards.

Post a Comment

9 Comments

  1. What if :-
    1 Anyone has no details/docunent except Self ID/
    sponcer ID.
    2 Anyone has no detail of UTR reciet no.,
    agreement document., statement of
    investment etc.
    3 Cheque bounced then whom we will send legal.
    notice and at what address we will legal notice.

    ReplyDelete
  2. What if :-
    1 Anyone has no details/docunent except Self ID/
    sponcer ID.
    2 Anyone has no detail of UTR reciet no.,
    agreement document., statement of
    investment etc.
    3 Cheque bounced then whom we will send legal.
    notice and at what address we will legal notice.

    ReplyDelete
  3. What if :-
    1 Anyone has no details/docunent except Self ID/
    sponcer ID.
    2 Anyone has no detail of UTR reciet no.,
    agreement document., statement of
    investment etc.
    3 Cheque bounced then whom we will send legal.
    notice and at what address we will legal notice.

    ReplyDelete
  4. Website opened but I had not seen any form for settlement on their website.

    ReplyDelete
  5. Bikebot ki trah Lucknow ki streethawks he bhi logo we froud kiya hai, uske bare me bhi vedio babnao shriman...,?

    ReplyDelete
  6. Street Hawks ke director Vishnu Kant tiwari hai.

    ReplyDelete
  7. Sir, Mai total 14 bike lagaya hoo. Jisme 7bike alag date me lagi hai aur 7 bike alag date me lagi hai 7 bike jo pahale lagi hai uska lagbhag 2lakh 40 hajar mujhe mil gaya hai aur bache huae paise ka 6 lakh ka cheque mila hai jo ki sep 10/2019 ke 3mahine tak laga sakate hai lekin mai abhi tak cheque nahi lagaya hoo .aur dusari 7 bike ka date January 2020 ka hai abhi tak maine na to cheque hi lagaya hai aur na hi kisee type ka legal action HI liya hoo muche sahi tarika bataye ki mai satelment karu ya legal action loo cheque lagau yaa nahi please help me.

    ReplyDelete

Thanks for Contacting to us. We will revert You shortly, Regards